
Hadith #1004
Roman (Roman Urdu)Sarkare Do Aalam ﷺ ki Azwaaj-e-Mutahharaat Huzoor Jaan-e-Aalam ﷺ ki Azwaj-e-Mutahharaat (RadiyAllahu Anhunna) ki ta'dad 11 hay aur yeh sab Ummahaat-ul-Mu'mineen yani Mu'mineen ki Maaen kehlati hain. Inn ek Asma-e-Mubarakah yeh hain: Sayyidatuna Khadijah d/o Khuwaylid Sayyidatuna Sawdah d/o Zam’ah Sayyidatuna ‘Aaishah d/o Abu Bakr Siddiq Sayyidatuna Hafsah d/o ‘Umar bin Al-Khattab Sayyidatuna Zaynab d/o Khuzaymah Sayyidatuna Umm Salamah (Hind) d/o Abu Umayyah Sayyidatuna Zaynab d/o Jahsh Sayyidatuna Juwayriyah d/o Haaris Khuza’iyyah Sayyidatuna Umm Habibah (Ramlah) d/o Abu Sufyan Sayyidatuna Safiyyah d/o Huyaiyy ibn Akhtab Sayyidatuna Maymunah d/o Haaris Hilaliyyah Ref: Mawahib al-Ladunniyyah, Jild 1, Safha 401
Reference: (المواهب اللدنية، المقصد الثانى، الفصل الثالث فى ذكر أزواجه الطاهرات)