
Hadith #1002
Roman (Roman Urdu)Hamaray Piyaray Nabi ﷺ Hamaray Piyaray Nabi ﷺ ka Naam-e-Mubarak MUHAMMAD hay. Hamaray Piyaray Nabi ﷺ ki Waladate Ba-Sa'aadat Arab ke mash'hoor shehr Makkah Mukarramah mein hui. Hamaray Piyaray Nabi ﷺ ki Waladate Ba-Sa'aadat 12 Rabi-ul-Awwal Sharif ko hui. Hamaray Piyaray Nabi ﷺ ki Waladate Ba-Sa'aadat Peer ke din hui. Hamaray Piyaray Nabi ﷺ ke Walid-e-Muhtaram ka naam Hazrat Sayyiduna Abdullah (RadiyAllahu Anhu) hay. Hamaray Piyaray Nabi ﷺ ki Walidah Majidah ka naam Hazrat Sayyidatuna Aaminah (RadiyAllahu Anha) hay. Hamaray Piyaray Nabi ﷺ ka Rauza Mubarak Madinah Munawwarah mein hay. Hamaray Piyaray Nabi ﷺ ki Zahiri Umr Mubarak 63 Saal thi.