Hadith #348Hadith #348

Hadith #348

Roman (Roman Urdu)

Agar Ibn-e-Adam ke paas sonay ki aik wadi ho, tou chahega ke uske paas do waadiyan hon, aur uske munh ko mitti ke siwa koi cheez nahin bhar sakti, aur Allah tawbah karne walay ki tawbah qubool farmata hay.

Reference: صحيح البخاري، كتاب الرقاق، ‌باب ما يتقى من فتنة المال...إلخ، الحدیث 6439

Available in Other Languages